Chord Topi Drama - Inquilab

Dm xx0231 C x32010 F 133211 
A# x13331
DmA# Tareeq rahon mein Kaisa ujala hai
CA#C Masoomiat hai tairee Ya ik fasana hai
DmA# Rotee hai rooh yeh tairee Ab kis nay aana hai
CA#C Hanstee hai yeh duniya Kaisa tamasha hai
DmFCA# Her aaeenay mein aks Yaksar Badalna hai
DmFCA# Sadiyon mein jo khhoya Lamhon mein paana hai
Chorus:
Dm FCA# Iquilaab a raha hai
Verse 2:
DmA# Toofanon mein ghira Mitte ka yeh ghar taira
CA#C kya yeh khalish hai tairee ya ik bahana hai
DmA# parchhaiyon mein guma yeh kis ka saaya hai
CA#C kon kahan pay hai kya kis nay jana hai

Chord Lagu Misc Unsigned Bands

Selengkapnya

Berita Artis Terbaru