HOME » LIRIK LAGU » CHORD DAN LIRIK LAGU » A » ATIF ASLAM » CHORD DAN LIRIK ATIF ASLAM

Chord dan Lirik Tajdar-E-Haram - Atif Aslam

Versi 1
[Intro]
D
[Verse 1]
D Kismat mein meri chain se jeena likhde
A D G D Doobe na kabhi mera safeena likh de
D Jannat bhi gawara hai, magar mere liye
D Aye Kaatib-e-Taqdeer, Madina likhde
[Chorus]
D Bm A Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam
Bm A G D Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge
Bm A Haami-e-bekasaan kya kahe ga jahan
Bm A G D Aapke dar se khaali agarr jayenge
D A G A Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
[Instrumental]
D A D
[Verse 2]
Bm A F#m G Koi apna nahi ghamm mmmm ke maaray hain hum (x2)
Em D F#m D G D Aapke dar pe faryaad laaye hain hum
Bm A Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum (x2)
Bm F#m Gm G D Aapka naam le le ke mar jaayenge aayy aayy
D A G A Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
[Verse 3]
D Kya tumse kahoon aye Arab ke Kunwar
Bm A Tum jaanat ho mann ki battiyaan
G F Em Dar-e-furqat toh aye ummi-laqab
Em Kaate na kat ti hai ab rattiyaan
Bm A Turi preet mein sudh budh sab bisri
G F Em Kab tak rahegi yeh bekhabri
F#m Gaahe ba-figan duzdeedah nazar
G A Kabhi sun bhi toh lo hamri battiyaan
D A F#m G Aapke darr se koi na khaali gaya (x2)
Bm G A D Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya
D Bm A Ho habeeb-e-hazin (x2) par bhi Aaqa nazar
Em F#m G A Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge
D A G A Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
A# C F D Maikashon aao aao oooo Madine chalen X2
A Bm A Bm Aao Madine chalen, Aao Madine chalen
A Bm A Bm Isi mahine chalen, Aao Madine chalen
[Verse 4]
F#m Tajalliyon ki ajab hai fizaa Madine mein
F#m Nigah-e-shauk ki hai inteha Madine mein
Em G Gham-e-hayat na khauf-e-kazaa Madine mein
Em G Namaz-e-ishq karenge ada Madine mein
Em F#m D Barah-e-raast hai raahe-e-Khuda Madine mein
[Verse 4]
A Bm A Bm Aao Madine chalen, Aao Madine chalen
A Bm A Bm Isi mahine chalen, Aao Madine chalen
D A D G Maikashon aao aao oooo Madine chalen X2
Bm G A D Dast-e-Saaqi-e-Kausar se peene chalen
D A G F#m Yaad rakho agar (x2), uth gayi ek nazar
Bm A G D Jitne khaali hai sabb jaam bhar jayenge
D A G A Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
[Instrumental]
Bm F#m G A Bm F#m G D A
Bm A F#m G Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr
Bm G A D Sakht mushkil hai Aaqa kidhar jayen hum
D Bm A Ap hi agarr na lenge hamari khabar
Bm A G D Hum musibat ke maaray kidhar jayenge
D A G A Tajdar-e-Haram, Tajdar-e-Haram
[Verse 5]
D Ya Mustafa, ya Mujtaba, Eraham-lana, Eraham-lana
A Dast-e-hama, bechara ra
A Daama tuhi, daama tuhi
Am Mann aasiyam, Mann ajizam
Mann bekasam, Haal-e-mara
Am Pursan tuhi, pursan tuhi
[Verse 6]
Bm Aye Mushtub-e-Zumbar fishaan
F#m Paike Naseem-e-Sub hadam
Bm Aye Charagar Insa-nafas
F#m Aye Muliseh beemar-e-gham
Bm Aye Qaasid-e-parkhundapaye
F#m Tujhko usi gul ki kasam
Bm Innil taya ree has saba
A Yauman ila-ardil-Haram
Bm Balligh Salami Roza tann
A Fi-han Nabi-al-Mohtaram
[Chorus]
D Bm A Tajdar-e-Haram, ho nigaah-e-karam
Bm A G D Hum ghareebon ke din bhi sanwar jayenge
Bm A Haami-e-bekasaan kya kahe ga jahan
Bm A G D
Cari Chord Lagu Indonesia & Barat